aey sabz gumbad walay
manzoor dua karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna
aey sabz gumbad walay
manzoor dua karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna
ayy noor e khuda aa kar
ankhoo mai sama jana
ya daar pay bula lena
ya khawbb mai ajana
ayy noor e khuda aa kar
ankhoo mai sama jana
ya daar pay bula lena
ya khawbb mai ajana
ayy parda naseen dil kayy
parday mai raha karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna
aey sabz gumbad walay
manzoor dua karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna
maai qabar andherii mai
ghbraoo ga jab tanha
immdad meri karnay
ajana meray aqqa
maai qabar andherii mai
ghbraoo ga jab tanha
immdad meri karnay
ajana meray aqqa
raooshan meri turbat ko
ayy noor e khuda karna
juab waqt e naza ayy
deedar att karna
mujrim hoon jahan bhar ka
mahshir mai bharam rakhna
ruswa e zamna hoon
daman mai chupa lena
mujrim hoon jahan bhar ka
mahshir mai bharam rakhna
ruswa e zamna hoon
daman mai chupa lena
maqbool yeh arrzi meri
liilah zara karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna
charay say siia apii
in chand sitaroo mai
uss dar say shifa paii
dukh dard kay maroo nay
charay say siia apii
in chand sitaroo mai
uss dar say shifa paii
dukh dard kay maroo nay
atta ahai unhay sahir
har dukh ki dawa karna
jab waqt e naza yy
deedar atta karna
aey sabz gumbad walay
manzoor dua karna
jab waqt e naza ayy
deedar atta karna