|
Ragoon mein woh lahoo baki nahin hai Woh dil, woh arzoo baki nahin hai Namaz o roza o qurbani o hajj Yeh sab baki hain, tu baki nahin hai.
Aie Taiba, aiy Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.
Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Qura?ani Hijrat ki, tha hukmay rabbani Khairul anam, darood o salaam, Muhammad! Ishq e Rasool, duaein houn qabool, azmat e Madina.
Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshta`nalik wil hawa nadana.
Qiblaati Baitullahi saabir, al-Laani yaumal-laki zaayeer Ya turah haltaraani naazir, lilkaaba tug murnib aamaana Tug murnib aamaana..
Aie Tayba, aiy Tayba, ummat ka safina Rooh e zameen per koye nahin hai, aisa hay Madina.
Maidan e badr, jabl e Ohad, jazba e imani Ajm o arab teri hee sultani Fatima, Ali, Hassan o Hussain gharana App rashadi, khalqa e sahaba, kiya hoga woh zamana?