Apnay maaN baap ka tu . dil na dukha dil na dukha... apnay maa baap ka tu dil na dukha .dil naaN dukha
Apni janat ko Khuda kay liay dozakh naaN bana.. Apni janat ko Khuda kay liay dozakh naaN bana.. Mairay malik mairay Aaqa mairay Mola naiN kaha Mairay malik mairay Aaqa mairay Mola naiN kaha Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha
Baap kay piar say achi koi dolat kia hay.. maaN ka anchal jo salamt hay to janat kia hay.. Baap kay piar say achi koi dolat kia hay.. maaN ka anchal jo salamt hay to janat kia hay.. yeh haiN razi to Nabi razi hay razi hay Khuda.. yeh haiN razi to Nabi razi hay razi hay Khuda.. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha.. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha..
Jab bhi daikha to tujhay piar say daikha maaN naiN Khoon-e-dil doodh ki sorat maiN pilaia maaN naiN.. ab bhi daikha to tujhay piar say daikha maaN naiN Khoon-e-dil doodh ki sorat maiN pilaia maaN naiN.. Tu naiN iss piar kay badlay maiN usay kuch naaN dia... Tu naiN iss piar kay badlay maiN usay kuch naaN dia... . Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha.. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha..
Unn ki mamta naiN baharhal sanbhala tujh ko Kis qadar piar say maaN baap naiN pala tujh ko.. Unn ki mamta naiN baharhal sanbhala tujh ko Kis qadar piar say maaN baap naiN pala tujh ko..
Rehmat-e-bala say kuch kam naheeN saya unn ka Rehmat-e-bala say kuch kam naheeN saya unn ka
Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha..
Tairay maaN baap naiN kis piar say pala tujh ko Khud rahay bhukay dia moonh ka niwala tujh ko.. Tairay maaN baap naiN kis piar say pala tujh ko Khud rahay bhukay dia moonh ka niwala tujh ko..
nn ki muthi maiN hay nadan muqadar taira Inn ki muthi maiN hay nadan muqadar taira Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha..
Tairay baiTay bhi kahaN roTiaaN daiN gey tujh ko Yeh bhi tairi hee tarha galiaN daiN gey tujh ko Tairay baiTay bhi kahaN roTiaaN daiN gey tujh ko Yeh bhi tairi hee tarha galiaN daiN gey tujh ko
Tu bhi aye sahib-e-olad yeh kiuN bhool gia Tu bhi aye sahib-e-olad yeh kiuN bhool gia
Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha.. Unn say achi naheen daikhi koi soorat Qaisar Hay sarapa yeh mohabat hee mohabat Qaisar Unn say achi naheen daikhi koi soorat Qaisar Hay sarapa yeh mohabat hee mohabat Qaisar
kam ati hai buray waqt mai un ki yeh dua.. kam ati hai buray waqat mai un ki yeh dua
Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha.. Apni jannat ko Khuda kay liay dozakh naaN bana Apni jannat ko Khuda kay liay dozakh naaN bana Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha.. Maira malik mairay Aaqa mairay Mola naiN kaha Maira malik mairay Aaqa mairay Mola naiN kaha Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha..dil na dukha. Apnay maaN baap ka tu dil naaN dukha...dil na dukha..