|
aye asabz gumbad waly manzoor dua karna jab waqt e naza aye deedar atta karna
aye asabz gumbad waly manzoor dua karna jab waqt e naza ayy deedar atta karna
main qabar andheri main ghabraon ga jab tanha immdad meri karnay aajana maery aqqa roshan meri qurbatt ko aye noor e khuda karna jab waqt e naza ayy dedar atta karna
aye noor e khuda aa kar aankhoo main sama jana ya dar pay bulla lena ya khwaboo main aajana aye parda nasheen dil kay parday mai rahaa karna jab waqt e naza aye deedar atta karna
mujriim hoon jhan bahr ka mahshar mai bharram rakhna rooswa e zamanna hoon daman main chuppa lenaa maqbool yeh arrz merii aye noor e khuda karna jab waqt e naza ayy deedar atta karna
|