|
har ek jahan main har ek maoor par meray sahba khray hoay hain
har ek jhan mai har ek muqamm pay maery sahaba khray hoy hain
nabi ki azmat ko manty hain jo unki azmat ko manty hain nabi kay dar par khary hoy hain'
nabi ki naatiyn nabi ki batiyn main likh raha hoon main parh raha haoon
main dekhta hoon inhi kay sadqay main dekhta hoon nabi kay sadqay gunah meray jhary hoy hian
har ek jhan mai har ek muqam pay
ho jang e khnadq ya badar o auhad tabooq ho ya jang e khyber
jhan jhan bhi nazrgae hai wahin sahaba khary hoy hain
salam tum par umer kay tum nay nabi ka jhnda bulan kia hai meray sahaba kharyy hoy hain
abu bakar or umer hai bala ghani ali bhi hain sab say alla
yeh rang ba rang hai haseen gul lay kar dar e nabi pay khary hoy hain
yehi waja hai kay nam sun kar abhi bhi kafir dary hoy hain
hussain rab ka hussain sab ka nishaan e manzil hussain haq ka
jo hain hussaini abhi bhi dekhoo woh haq ki khatir datay hoay hain
Har ik Jahan me har ik muqaam par Mere Sahaba Kharay huay hain
NABI K ashiq abhi b liaquat NABI per janay luta rahay hain
|