|
khbi hm bhi tu ek din ja kay bait ula llh dekhy gay madinay jay gay bait e rasool ul allah dekhy gay kawanl khil jay gayn dil ki musarat paoon choomay gi haram main rooh prwar husaan e bait ul allah dekhy gay safa pay char kay dekhy gay safai apny imman ki utar kar koo e marwa shook ksay wallah dekhy gay bra pur kaff noori hoga hajj ka bhi nazara jaga e bay nawa ko hum waha par shah dekhy gay piiyan gay shokk say jee bhar kay hum zam zam kay pani ko jab apni ankhoo say hum peenay wala chha dekhay gay khbai hum bhi tou ek din ja kay bit l lah dekhy gay
|