Related Links
Get Subscription
For Daily Ahdees
 

Mera Dil Badal Dai

 

Lyrics


Mara dil badal dey mara dil badal dey
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

Hawa-o-Hirs wala dil badal day

Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey

Khudaya Fazl farmaa dil badal day
dil badal day dil ki dunya dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey

Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun
Badal day Mera rasta dil badal day

Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
Maza aajaye Maula dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey

Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey

Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
Tu apna ghum ata kar dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey

mara dil badal dey  mara dil badal dey

Para houn Teray dar par dil shikasta
Rahoun kyu dil shikasta dil badal day

Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day

Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day

Mara ghaflat mai dooba dil badal dey
Mara ghaflat mai dooba dil badal dey


 

Related Video

Mera Dil Badal Dai Mera Dil Badal Dai
Mohammad Ka Roza Mohammad Ka Roza
Duniya Ke Ae Musafir Duniya Ke Ae Musafir
Jalwa-e-Janaan Jalwa-e-Janaan
Aiy Taiba Naat Aiy Taiba Naat
Multazim Multazim
Madina Madina Mubarak Ho Aey Arzay Madina Madina Madina Mubarak Ho Aey Arzay Madina
QASIDA BURDAH SHARIF QASIDA BURDAH SHARIF
ilahi teri chokhat per bhikari ban kar ilahi teri chokhat per bhikari ban kar
Kamli Walay Muhammad Kamli Walay Muhammad
Ya Taiba Ya Taiba
Badr-ud-dujaa Badr-ud-dujaa
Mohobat kia hai by Junaid Jamshed Mohobat kia hai by Junaid Jamshed
Jab mein kahoon Jab mein kahoon
Maula Ya Salli- Maula Ya Salli-
Aiy Allah Aye Allah Aiy Allah Aye Allah
ye gazi ye tere pur israr ye gazi ye tere pur israr
momin ki shan momin ki shan
jaan dy di mene un ky naam par jaan dy di mene un ky naam par
Musadis e Hali Musadis e Hali
Rahmatul-Lil-Alameen - Rahmatul-Lil-Alameen -
Aey Nabi Jee Aey Nabi Jee
Har Lehza Hai Momin Ki Har Lehza Hai Momin Ki
Madad Meray Allah Madad Meray Allah
Madina Madina Madina Madina
Sifaat E Sahaba Sifaat E Sahaba
Jagah jee lagaanay ki dunya naheen hay Jagah jee lagaanay ki dunya naheen hay
Namazo Kie Liye Tiyaar Ho Jou Namazo Kie Liye Tiyaar Ho Jou
Mohabbat kya hai Mohabbat kya hai
Sarkar E Do Alam 2010 Sarkar E Do Alam 2010