|
habii ya rasoool allah habbi ya rasool allah

mary wird-e-lab hai nabi nabi mara dil muqam-e-habbib hay
mai mareez-e-ishq-e-rasool hoon woh habbib mara tabbib hai

mary wird-e-lab hai nabi nabi mara dil muqam-e-habbib
mara uss galli say hai rabtta jahan sir jhukaaty hain anmibbia

jahn rehmatoo ka nozool hai woh jo arrsh-e-haq kay qareeb hai
mary wird-e-lab hai nabi nabi
mai baraa ammeer-o-qabbeer hoon sahhay d-o-sana ka asser hoon
dar-e-mustafh ka faqeer hoon mara rafatoo main naseeb hai
mary wird-e-lab hai nabi nabi mara dil muqam-e-habbib
mai gham-o-alam mai hoon mubtala koi kia kary ga meri dawwa
mara do jahan mai tery siwaa shah or kon tabbib hai
mary wird-e-lab hai nabi nabi
woh bhi khob din thay malaikka mary samny thay jo sir nigoon
woh mara urooj-e-kammal tha yeh zawwal kitna ajeeb hai