|
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana matayee jaan kisi ko sonp kar majboor ho jana
Qadam hay rah-e-ulfat main tu manzil ki hawas kasi yaha tu ayn manzil hay thakan say choor ho jana
yaha tu sir say pehly dil ka soda shart hay yaroo koi asaan hay kia sir madoo mansoor ho jana
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana basaa layna kisi ko dil main dil hi ka kalayja hay paharo ko tu bus ata hay jal kar toor ho jana Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana
nazar say door rah kar bhi taqi wo pass hay maray k mari aashki ko ayeb hay keh mehjoor ho jana
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana
|