|
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Main Zamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha Hai Hifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen Ki Zamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha Hai
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hun Rasool-e-Khuda Hain Wahan Ja Raha Hoon Tumhain Kuch Khabar Hai Main Kya Pa Raha Hun Mohabbat Ka Unki Maza Pa Raha Hoon Chalo Ja Kay Rehna Madinay Main Ab Toh Qiyamat Ka Manzar Qareeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Nigahon Main Sultaniyat Heech Ho Ge Jo Paye Ga Dil Main Payam-e-Madina Sukoon-e-Jahan Tum Kahan Dhonndtay Ho Sukoon-e-Jahan Hai Nizam-e-Madina