|
Jalwa-e-jaanaa . Jalwa-e-jaanaa
Moula ya salli wasalim daa-e-man abadan Ala habeebika kyari khalqi kulli hmi
Na koi ap sa hoga na koi ap jaisa tha koi yousaf say pochay mustafa ka husn kaisa tha zamin-o-asman main koi bhi misal na mili
Moula ya salli wasalim daa-e-man abadan Ala habeebika kyari khalqi kulli hmi
dalil-e-zindagi wo hay kamal bandagi wo hay koi bhi dour ho us main meraj-e-admi wo hay wohi tu deen-o-dunya hay jo baatay ap nay kahi.
Jalwa-e-jaana
Moula ya salli wasalim daa-e-man abadan Ala habeebika kyari khalqi kulli hmi
Rasool ullah habib ullah imam-ul-mursaleen
koi bhi baat ho har hukm unka moutabar aysa k un ka haa nahi kehna bhi hay quran k jaisa hadees-e-pak kehlai jo batain ap nay kahi
Moula ya salli wasalim daa-e-man abadan Ala habeebika kyari khalqi kullihmi
Darood un per salam un per yahi kehna khuda ka hay kuda k baad jo hay martaba sallay Alla ka hay wohi sardar-e-alam hay wohi gham khawar-e-ummat hai wohi tu hashr k maidan main sub ki shifaat hai shifaat k liyee sub ki nazar un per lagi hogi
Moula ya salli wasalim daa-e-man abadan Ala habeebika kyari khalqi kullihmi
|